Ab yaad dilaye kya tumko, ye saal bhi aadha beet gaya
ab apna to koi dosh nahi ,ye aazi bhi jag jeet gaya
Wo sard hawaye ab bhi hai, rangeen fazaye ab bhi hai
Wo bheege bheege paani ki ,purshor sadaye ab bhi hai
Mai ab bhi waha par jaati hu,aur apna dil sulgaati hu
Ab tum jo nahi ho saath mere, hote hai khaali haath mere
Purshor sadaye puchti hi, wo sard hawaye puchti hai
Kaha wo tera meet gaya, kya fir se zamana jeet gaya......................................

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें